Gaaye Jaa Song Lyrics, Sung by Shreya Ghoshal / Mohammed Irfan | Brothers 2015

Gaaye Jaa (Brothers) New Song

The complete music album of much awaited movie of the year, Brothers has been released out on 24th July 2015. The movie is having 5 tracks penned by Amitabh Bhattacharya & composed by the duo Ajay-Atul. “Gaaye Jaa” is in two versions (male & female) and it is one of the best motivational songs from Bollywood, in melodious voice of Shreya Ghoshal and Mohammed Irfan. The song is having beautiful lyrics, which makes you listen it on repeated mode.

Click here for Sapna Jahan Song Lyrics

Checkout the complete lyrics of the song “Gaaye Jaa” here at your place favorite place LyricsWala.in-

Song Title: Gaaye Jaa
Singers: Shreya Ghoshal (Female version) & Mohammed Irfan (Male version)
Lyricist: Amitabh Bhattacharya
Music Composer: Ajay-Atul
Music Label: Sony Music India

Suraj tera…gardish mein hai
Dhalte hue…keh gaya
Phir laut ke…aaunga main
Nazdeek hi…hai subah

Gaaye jaa, gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye jaa…
Gaaye jaa, gaaye jaa
Raat ke dhaagon se savera bun, gaaye jaa…
Gaaye jaa, gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun, gaaye jaa…

Apna hi apna kyun kehlaaya hai
Kaise koi tae karta hai kaun paraaya hai
Ek wohi rishta teri kamaayi hai
Dard ke pal mein jisne tera saath nibhaaya hai
Toota hua toh kya sitaara tu
Kisi ka bann sahara tu…

Mmm…Mmm..Mmm…
Gaaye jaa, gaaye jaa
Raat ke dhaagon se savera bun, gaaye jaa…
Gaaye jaa, gaaye jaa
Gham mein hai sargam
Gunguna ye dhun gaaye jaa…

Ho…aankhon mein rakhna sapne tu kal ke
Tujhko lekin un tak jana hoga khud chal ke
Majhdhaaron se tu, haar nahin jaana
Saahil tujhko paana hoga lehron mein dhalke
Hai zindagi wohi jo chalti hai
Yeh girke hi sambhalti hai

Aa…Aa..Aa…

Updated: 2015-07-25 — 8:15 am

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Lyrics Wala © 2015-20