Mere Rashke Qamar (Arijit Singh) Reprise Version
One of the loveliest songs everĀ Mere Rashke Qamar is the qawwali song, sung by Nusrat Fateh Ali Khan in 1988. The song is recomposed by Arijit Singh in his way which is being loved by everyone.
Mere Rashke Qamar Lyrics
Mere rashke qamar,
Tune pehli nazar,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Mere rashke qamar,
Tune pehli nazar,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Mere rashke qamar,
Tune pehli nazar,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Barq si geer gai, kaam hi kar gai,
Aag aisi lagayi maza aa gaya,
Jaam mein ghol kar husan ki mastiyaan,
Chandani muskurai maza aa gaya Ho…
Be hizjabaana woh saamne aa gaye,
Aur jawaani jawaani se takra gai,
Aur jawaani jawaani se takra gai,
Aankh unki ladi yu meri aankh se,
Aankh unki ladi yu meri aankh se,
Dekh kar yeh ladai maza aa gaya….
Mere rashke qamar,
Tune pehali nazar,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Aankh mein thi hayaa,
Har mulaqaat par,
Surkh aareez huye,
Vassal ki baat par,
Surkh aareez huye,
Vassal ki baat par,
Usne sharma ke mere sawalaat pe,
Usne sharma ke mere sawalaat pe,
Aise gardan jhukaayi maza aa gaya,
Mere rashke qamar tune pehli nazar,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Mere rashke qamar tune pehli nazar,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Jab nazar se milayi maza aa gaya,
Barq si gir gayi,
Kaam hi kar gai,
Aag aisi lagai maza aa gaya
More Songs