Bachche Ki Jaan Loge Kya Lyrics – Arijit Singh | 102 Not Out Ft. Amitabh Bachchan & Rishi Kapoor
Bachche Ki Jaan (102 Not Out) Film Song
Bachche Ki Jaan is the very first of Amitabh Bachchan and Rishi Kapoor starrer Hindi film 102 Not Out. Presented by the music label Saregama Music, the song is sung by the singing sensation Arijit Singh. Its music is composed by Salim-Sulaiman and lyrics are penned by Hiral Brahmbhatt.
Song Details
Title- Bachche Ki Jaan
Film- 102 Not Out
Featuring- Amitabh Bachchan & Rishi Kapoor
Singer- Arijit Singh
Lyrics by- Hiral Brahmbhatt
Music by- Salim Sulaiman
Music Label- Saregama Music
Song Lyrics
Kaisi ye hulchul
Kaisa bhoochaal hai…
Saansein phooli hain aur
Yeh dil behaal hai
Dhadkan ruk jaaye na yeh
Darr lagta hai mujhe
Fassta hi jaata hoon
Yeh aisa jaal hai
Aankhon pe patti bandh ke
Mere sar pe nishana loge kya…?
Bachche ki jaan loge kya?
O… bachche ki jaan loge kya?
O o… bachche ki jaan loge kya?
Bachche ki jaan loge kya?
Udta hi jaa raha ye
Chehre ka rang hai
Badhti betaabiyan aur
Maamla tang hai
Bachna mumkin nahi sab
Koshish bekaar hai
Aisa kyun lag raha hai
Jaise koi jung hai
Pairon se chheen lee zameen
Ab uspe lagaan loge kya…?
Bachche ki jaan loge kya?
O… bachche ki jaan loge kya?
O o… bachche ki jaan loge kya?
Bachche ki jaan loge kya?
Dil ki banzar zameen pe phool kaise khile
Sehra mein baarishon ki boond kaise mile
Ehsaason ki kabhi nahi hoti hai umar
Iss baat se bhi tum bhala kyun ho bekhabar
Haan main nadaan hoon na mujhko kuch khabar
Phir mujhpe manmaani karte ho kyu magar
Mujhpe talwar taan ke mera imtehaan loge kya…?
Bachche ki jaan loge kya?
O o… bachche ki jaan loge kya?
Aye… bachche ki jaan loge kya?
Bachche ki jaan loge kya?
La la la…
Yaadon ki titliyan jo itni sambhali hai
Yeh jo udd jaaye toh dil poora khaali hai
Naye pal ko khul ke aaj tu jee le toh zara
Kabhi yun bewajah bhi tu khulke muskura haan…
Sookha sookha sa hoon
Na hoon shauqeen main
Thoda sa sangeen bhi hoon
Na hoon rangeen main
Meri neendein uda ke
Khud chain ki saansein loge kya…?
Bachche ki jaan loge kya?
O… bachche ki jaan loge kya?
O o… bachche ki jaan loge kya?
Bachche ki jaan loge kya?
Loge kya?