‘Afghan Jalebi’ Phantom Movie Song Lyrics Ft. Katrina Kaif & Saif Ali Khan

+1
0

First Song of Phantom ‘Afghan Jalebi’

Few days ago, we have seen the official trailer of Kabir Khan directorial movie Phantom and now here is it first peppy song ‘Afghan Jalebi‘. The video song has released today on 31st July in morning featuring Katrina Kaif and Saif Ali khan. Afghan Jalebi is sung by Asrar and written by Amitabh Bhattacharya; its music has been given by very well known Pritam under the music label of T-Series.

Lyrics of ‘Afghan Jalebi’ Song

Makhtool jigar…ya baba
Kaatil hai nazar…ya baba
Ik mahajhabi…ya baba
Ik noor-e-nabi…ya baba
Rabb ki rubaai…ya baba
Ya hai tabaahi…ya baba
Gardan suraahi…ya baba
Boli ilaahi…ya baba

Afghan jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera deewana
Bhai wah! bhai wah!

Bandook dikha ke, kya pyaar karegi?
Chehra bhi kabhi dikha na
Bhai wah! bhai wah!

Afghan jalebi
Mashooq farebi
Ghayal hai tera deewana
Bhai wah! bhai wah!

Bandook dikha dikha ke, kya pyaar karegi?
Chehra bhi kabhi dikha na
Bhai wah! bhai wah!

O dekh darazi…wallah
Banda namazi…wallah
Khel ke baazi…wallah
Khamakha…
Ab thehra na kisi kaam ka
Meer ka koi
Sher suna ke
Ghoont laga ke, jaam ka…
Mera khan mehaz naam ka

Oye lakht-e-jigar…ya baba
Oye noor-e-nazar…ya baba
Ik teer hai tu…ya baba
Main chaak jigar…ya baba
Bando se nahi toh
Allah se darregi
Waada to kabhi nibha na
Bhai wah! bhai wah! bhai wah!

Bandook dikha dikha ke, kya pyaar karegi?
Chehra bhi kabhi dikha na
Bhai wah! bhai wah! bhai wah bhai!

Khwaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga
Angoothi mein qaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga

Khwaja ji ke paas teri chugli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga
Angoothi mein qaid teri ungli karunga
Main teri chugli karunga
Haan teri chugli karunga

Gul-e-gulzar…ya baba
Mere sarkaar…ya baba
Bade mansoor…ya baba
Tere rukhsaar…ya baba
Haye shamsheer nigaahein
Chabuk si adaayein
Nacheez pe na chalana
Bhai wah! bhai wah!

Bandook dikha dikha ke, kya pyaar karegi?
Chehra bhi kabhi dikha na
Bhai wah! bhai waah!